Aik Sahe Bol Nai Pata Aur Dosra Sahe Samajh Nahin Pata. Explore 456 Inspirational Quotes by authors including Ralph Waldo Emerson, William Shakespeare, and Maya Angelou at BrainyQuote. Here are some of the inspirational Islamic urdu quotes that you can look up to. Motivational Quotes in urdu sad poetry collection urdu Poetry lovers urdu. Nov 9, 2018 - Explore Munowar iqbal's board "gallery", followed by 1552 people on Pinterest. There comes times when you feel that no one comprehends you and you are in solitude in this capricious world.In those harsh circumstances, it is, to be sure simple to go into dejection and feel awful about existence. Once your account is created, you'll be logged-in to this account.Bohot Se Rishtay Khatam Honay Ki Wjaa Ye Bhe Hoti Hai KayAik Sahe Bol Nai Pata Aur Dosra Sahe Samajh Nahin Pataایک صحیح بول نہیں پاتا اور دوسرا صحیح سمجھ نہیں پاتاKabhe Kabhaar Hamain Khamosh Rehna Parta Hai Isi Liay Nahin Kay Ham Dartay HainBalkay Is Liay Kay Hamain Rishtay Behes Se Ziada Piyaray Hotay Hainکبھی کبھار ہمیں خاموش رہنا پڑتا ہے اسی لیے نہیں کے ہم ڈرتے ہیںبلکہ اس لیے کے ہمیں رشتے بحث سے زیادہ پیارے ہوتے ہیںKoshish Karo Zindagi Ka Har Lamha Apni Taraf Se Har Kisi Kay Saath Achay Se Acha Guzar DoKyoun Kay Zindagi Nahin Rehti Par Achi Yaadain Hamesha Zinda Rehti Hainکوشش کرو زندگی کا ہر لمحہ اپنی طرف سے ہر کسی کے ساتھ اچھے سے اچھا گزار دوکیونکہ زندگی نہیں رہتی پر اچھی یادیں ہمیشہ زندہ رہتی ہیںKuch Takleefain Hamara Imtehaan Lainay Nahin BalkayApnay Saath Juray Logon Ki Pehchaan Karanay Aati HainJab Kisi Rishtay Main Wafa Ka Wajood Na Ho To Wo Rishta SirfBojh Ban’nay Ki Ehliyat Rakhta Hai Aaisay Rishton Se Door Rehnay Main He Khairo Aafiyat Haiبوجھ بننے کی اہلیت رکھتا ہے ایسے رشتوں سے دور رہنے میں ہی خیرو عافیت ہےKamyab Loog Apnay Faislon Se Duniya Badal Daitay HainAur Kamzoor Log Duniya Kay Dar Se Apnay Faislay Badal Daitay Hainاور کمزور لوگ دنیا کے ڈر سے اپنے فیصلے بدل دیتے ہیںJin Logon Kay Paas Aapko Dainay Kay Liay Waqt He Na Ho Unkay Peechay PechayApni Muhabbat Ka Rona Rotay Phirna Bay Maeni Hota Hai Kyoun Kay Bheek MainMilay Do Lamhon Ki Tawaja Ka Agar Dil Aik Bar Aadi Hojaey To Phr Saari Zindagi Yahe Bheek Milti Haiجن لوگوں کے پاس آپکو دینے کے لیے وقت ہی نہ ہو انکے پیچھے پیچھےاپنی محبّت کا رونا روتے پھرنا بے معنی ہوتا ہے کیوں کے بھیک میںملے دو لمحوں کی توجہ کا اگر دل ایک بار عادی ہوجاۓ تو پھر ساری زندگی یہی بھیک ملتی ہےZindagi Kay Safar Main Un Logon Par Tawajo Na Dain Jo Apkay Rastay Main Kharay ThayBalkay Un Logon Ka Sochain Jo Har Maqam Par Aap Kay Saath Kharay Thayزندگی کے سفر میں ان لوگوں پر توجہ نہ دیں جو آپکے راستے میں کھڑے تھےبلکہ ان لوگوں کا سوچیں جو ہر مقام پر آپ کے ساتھ کھڑے تھےDo Chezain Apnay Andar Paida Karlo Chup Rehna Aur Maaf Karna Kyoun KayChup Rehnay Se Bara Koi Jawab Nahin Aur Maaf Kar Dainay Se Bara Koi Intaqaam Nahinدو چیزیں اپنے اندر پیدا کرلو چپ رہنا اور معاف کرنا کیونکہچپ رہنے سے بڑا کوئی جواب نہیں اور معاف کر دینے سے بڑا کوئی انتقام نہیںWaqt Aap Kay Apnon Ko Aap Kay Bagair Jeena Sikha DaigaZindagi Kay Safar Main Aanay Wala Andhera Gaar Ka Nahin Surang Ka Hota HaiJiskay Aglay Siray Par Hamsesha Rooshni Hoti Hai Magar Ye Baat Hooslay KaySaath Chaltay Rehnay Walay He Jaan Saktay Hain Mayoos Hokar Baith Janay Walay Nahinزندگی کے سفر میں آنے والا اندھیرا گار کا نہیں سرنگ کا ہوتا ہےجسکے اگلے سرے پر ہمیشہ روشنی ہوتی ہے مگر یہ بات حوصلے کےساتھ چلتے رہنے والے ہی جان سکتے ہیں مایوس ہوکر بیٹھ جانے والے نہیںJin Ko Jitna Khaas Kartay Gaey Un Kay Liay Utnay He Aam Hotay Gaeyجن کو جتنا خاص کرتے گئے ان کے لیے اتنے ہی ام ہوتے گئےAchay Logon Ko Azmaanay Ki Koshish Na Karna Kyoun Kay Achay Logon Ki MisaalHeeray Jesi Hai Jab Tm Unhain Thokar Marogay To Tootain Gay Nahin Laykinاچھے لوگوں کو آزمانے کی کوشش نہ کرنا کیوں کے اچھے لوگوں کی مثالہیرے جیسی ہے جب تم انھیں ٹھوکر ماروگے تو ٹوٹیں گے نہیں لیکنTaqat Kitni Bhe Bari Kyoun Na Ho ILm Kay Aagay Choti Hojati Haiطاقت کتنی بھی بڑی کیوں نہ ہو علم کے آگے چھوٹی ہو جاتی ہےInsaan Jis Ko Mushkil Samajh Raha Hota Hai Allah Ki Nigah Me Wo Asani Hoti HaiInsaan Jis Ko Saza Samajhta Hai Dar Haqiqat Wo Ataa Hoti HaiBas Waqt Ko Kuch Waqt Daina Hota Hai Phr Pata Chalta HaiKoi Dair ” Dair Thi He Nahin Jo Dair Thi Wo To Sara Sar Khair Thiانسان جس کو مشکل سمجھ رہا ہوتا ہے الله کی نگاہ میں وہ آسانی ہوتی ہےکوئی دیر ، دیر تھی ہی نہیں جو دیر تھی وہ تو سرا سر خیر تھیGalti Nikaalna To Bht Asaan Hai Laykin Kisi Galti Ko Theek KarnaNae Tameer Se Ziada Mushkil Kaam Hai Kisi Ki Islah Karnay Kay Liay Bhe Danae Aur Hikmat Chaheyayنئی تعمیر سے زیادہ مشکل کام ہے کسی کی اصلاح کرنے کے لیے بھی دانائی اور حکمت چاہیےBarbaad Karnay Main Bhe Aksar Unhin Ka Haath Hota HaiKia Farq Parta Hai Hamaray Pas Kitna Husn Hai Kitni Dolat Hai Kitni Gariyaan Hain Kitnay Laakh Kitnay Karor Kitnay Ghar…!Khaana To Bas Do Rotiyaan Hain Jeeni To Bas Aik Zindagi Hai Farq To Bas Ye Parta HaiKay Ham Ne Kitnay Pal Khushi Se Bitaey Aur Kitnay Loog Hamari Waja Se Khushi Se Jiay.!